Har request Rabta par aayi hai — website ya WhatsApp se. Apni category filter karein, "Send Rate" dabayein, seedha WhatsApp par baat. Buyer ka number sirf usko milta hai jo rate bheje. Koi commission nahi.
Filter lagayein — sirf apne matlab ki requests. Nayi requests upar aati hain.
WhatsApp khulta hai, RFQ code pehle se likha hota hai. Apna rate aur MOQ bhej dein.
Rabta aapko buyer ka WhatsApp de deta hai. Deal aap dono ki — Rabta beech mein nahi.
Rabta beech mein nahi — rate seedha, deal seedhi.
Dukaan ya factory free list karein. Har roz serious buyers ki requests seedha aap tak — rate bhejein, deal karein. Koi commission nahi.