Bazaar mein ghoomne wale ke liye — har verified dukan par kamayi.
Ye Reseller/Saathi se bilkul alag kaam hai. Reseller catalogue share karke bechta hai; Field Saathi apne ilaqe ke wholesalers aur karkhanay Rabta par LATA hai — inhein khareedta ya bechta koi maal nahi, sirf supplier verify karwata hai.
Har profile jo Rabta verify kar le — usi hafte Easypaisa/JazzCash.
Jab wo supplier Verified plan le — Rs 1,500 aur aapke.
Featured ya upar le to Rs 2,500+ aur. Ek level, koi downline nahi.
Wholesalers aur karkhanay Rabta par laayein — koi khareed/farokht nahi, sirf verification
Easypaisa/JazzCash — har verified profile par
City Partner — apne shehar ka Rabta
Har shehar mein sirf ek City Partner: jo Field Saathis ki team sambhale, verification kare, local buyers tak marketing kare — badlay mein shehar ki har subscription par fixed Rs 1,000. Field Saathi jitne chahein, koi limit nahi.